Teri baahon mein hai mere dono jahaan,
Tu rahe jidhar meri jannat wahin,
Jal rahi agan hai jo ye do tarfa,
Na bujhe kabhi meri mannat yahi,
Tu meri aarzu, main teri aashiqui,
Tu meri shayari, main teri mausiqi,
Talab talab talab bas teri hai mujhe
Nason mein tu nasha banke ghulna yunhi
Meri mohabbat ka karna tu haq ye adaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna Alvida…
Tu rahe jidhar meri jannat wahin,
Jal rahi agan hai jo ye do tarfa,
Na bujhe kabhi meri mannat yahi,
Tu meri aarzu, main teri aashiqui,
Tu meri shayari, main teri mausiqi,
Talab talab talab bas teri hai mujhe
Nason mein tu nasha banke ghulna yunhi
Meri mohabbat ka karna tu haq ye adaa
Meri hoke hamesha hi rehna
Kabhi na kehna Alvida…