Ye kaisi adat tu bangaye meri, ke meri ab raat bhi meri na rahi,
Yun khoya reh raha hun tere khayalon mein aksar, ke yun tho mainey bus mohabbat he tho ki thi..
Han patah hi ke tum mere kareeb baithi ho, janey fir b kyun yun guman ho raha hi ke tum bus ek chalawa ho,
Yun muskuraney ke bajaye mere shak kyun dur nahi krthi ho, bus apney honton se mere honton ko ye ehsas kara do ke tum sirf meri ho..
Kisi shaayar ki ghazal, Jo de rooh ko sukoon ke pal..
Koi mujhko yun mila hai, Jaise banjaare ko ghar..
Naye mausam ki sehar, Yaa sard mein dopahar..
Koi mujhko yun mila hai, Jaise banjare ko ghar..
Hmm…
Kuch Tammannaein hi meri jo tumhey bayan kr raha hun..
Ye meri aarzoo hi ke mai teri mehek ko apni sanson se simat jaun..
Ye khwahish hi ke teri har tahaiyon mein nikley ansuon ko pee jaun..
Yun meri khathaon ko tu darguzar kr deyna, mai ek arsey se chahath ki talash mein hun, soch raha hun yun rahil mila hi tho usey manzil he bana dun na..??
hoga tujhsa b koi yahan, humney aisa nahi socha...
Raazdar tho bahuth miley yahan mgr tujhsa koi haseen raastha na mila..
Na janey kithnon ke dilon mein mehfil - e - tanhiye chalthi hi, mgr jo ghum ko bhula dey wo shabab ba mila..
Mumkin ho tho is faryaadi ki faryaad sun ley na, aur apney saye mein humey yun chand lamhey sukoon ke atha kr deyna..
Ke mere siyah raat ka (Darkest night) tum sawera ho...
Mere aur tanhaiyon ke darmiyan tum wo haseen kinara ho...
Mana ke bahuth he kum lamhon ki mulaqat thi teri aur meri yahan..
janey kahan tum yun Oojhal (Vanish) hogaye duniya ki masrufiyat (daily works) mein..
Kya tum humey waise yaad kiya krthe ho, jaise hum tumhey yaad kiya krthe hi yahan...
Let me have every piece of your broken heart, my warmness of heart will melt your broken pieces and merge it with mine which makes perfect heart, who needs the body, am far from the sin of beauties tat attract me , let the soul and heart merge and let the wind decides the direction of our flow>>
ishq aksar bathon se nahi hi zahir hotha, agr aisa hotha tho heer ka koi ranjha na hotha, rahi bath dard ki, mehsus kya he krein usko jisney dil he humse ley liya, wo fariyad krthe hi ke unhey koi haseen mashooka mil jaye , mgr unhey khabr nahi ke hum bina sanson ke hi jee rahey.
ye awaaz kaisi hi, koi udas b tho nahi hi, na he koi ro raha hi, suna hi tanhaiyon mein aksar wo siskiyan leythe hi, zara humey apney dil ke kareeb tho aney deyna apke, kahin ye dil tootney ki awaaz tho nahi hi.
Aye wo badalon mein chupe huye haseen Chand, ek tamanna hi tumse rubaru honey ki, Kab tak Yun he stiraon ki mehfil mein apni raatein e Tanha guzarogey, mere aangan mein khud ko nikhar ke dekho kabi, ke tumse khubsurat phool na dekha hoga na kisi ne kabi, tum yun sitaron ko chod ke mere ankhon mein khud ko basa kr dekho ko kabi..
Tum khubsoorat ho ithni ke khubsoorat jaisa alfaaz b tum se rashk kr jaye, Adaein aisi ke dilon ko chak kr jaye, ye hont jaise ho koi pankdiyan gulab ki, aur ankhein hi jaise nasheeli shabab se, yun tho log krthe hi nasha e sharab ka, hum tho sharabi hogaye tere honton ko chuney se. Aye madhosh husan ke tujhe khabar nahi ke tu kya hi, izharey bayan karun tho sharma kr kahi anchal Mein Na chup jana.
Ek taveel Waqt (long time) ke badh humney husan (beauty) ko libas (clothes) Mein liptey huye dekha hi, wrna yahan tho sirf jism nazar athe hi.
Hai badan unka jaise koi nakhsh (map) e sangemarmar (marble) ki moorat ka,
Part-1
aur zulphein jaisi ho haseen siyah (dark) raat ka saya. Adaein qatil aisi ke, qatil khud qatal honey agya. Haqeekat ho tum ya ho haseen khawab, manzil aisi khubsurat ho tho raasthon ka krtha nahi koi khayal.
Part -2
beybas hona he tho fithrat hi insaan ki, unki khushi ke liye apni khushi bhul jaye yahi tho ada hi sacche mohabbat krney walon ki, unki har ada ko dil ki gehraiyon se apnana aur ye janthe huye b ke wo hmarey ho nahi sakthe fir b unki khair chahna yahi tho hi ibadat e ishq ki..
Ke hath dekh kr kismat ka faisla nahi hotha, hotha wahi hi jo taqdeer mein hi likha hotha, chehra dekh ke Masum na samajhna, ye duniya hi siyah dilwalon ka..
Taqdeer = fate
Masum = innocent
Siyah = Dark desires
ke kisi ney humsey pucha mohabbat aur saza mein kya fark hi???
mohabbat unki muskan ka naam hi, mohabbat unki ibadat ka naam hi, mohabbat bus unhey dekhthe rehna hi, aur saza unke labon se nikla hua kisi naam hi ..